100 Greatest Dialogues in Bollywood Movies

Top 100 Dialogues in Bollywood Movies

The lines uttered by actors in Hindi cinema have made moments memorable. This article is a detailed showcase of the best dialogues in Bollywood movies.

Dialogues are the soul of movies. Ever since the Hindi film industry came into existence, dialogues in films have played an integral role in building bridges with audiences. Aside from song and dance, it’s powerful dialogues that give a film its true identity. Dialogues are written for characters portrayed in movies. Powerful lines in movies impact audiences. Lines in Bollywood movies are thoughtfully written by dialogue writers.

Many filmmakers get dialogues written in accordance with the cast in movies. Over the years many versatile actors in Bollywood have been associated with their style and ability to deliver powerful dialogues.

Dialogue delivery is an art only few actors possess. Actors that have their unique signature style in delivering dialogues are loved by Bollywood movie buffs. The lines in a movie engage audiences and give the new dimension to the script. Dialogues in Bollywood movies are known for their use of engaging wordplay. Over the years thought provoking lines have been written for heroes and villains. Actors playing negative characters in Bollywood movies are often known for their fiery brand of dialogues. Dialogue writers are asked to come up with strong dialogues in accordance with characters portrayed in a movie. Light hearted romantic comedies have become the essential flavor of Bollywood in present times. Funny lines have become exceedingly popular in Bollywood films in recent decades. Dialogues will always remain the centrifugal element in Cinema. In the days ahead expect a new breed of radical and romantic dialogues in Bollywood.

The space below showcases an epic list of memorable dialogues from Bollywood films. The movie in which the dialogue appears, actor who delivers the dialogue and year of release are mentioned in brackets.

100 Greatest Dialogues in Bollywood Films

  1. “Kitne aadmi the” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
  2. “Aaj mere paas gaadi hai, bungla hai, paisa hai... tumhare paas kya hai?” (Deewar-Amitabh Bachchan- 1975)
  3. "Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku" (Devdas- Dilip Kumar- 1955)
  4. "Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga” (Yaddon Ki Baraat- Dharmendra- 1973)
  5. “Ek baar jo maine commitment kar di, To Apne aap ki bhi nahi sunta” (Wanted- Salman Khan- 2009)
  6. “Prem naam hai mera, Prem Chopra” (Bobby- Prem Chopra- 1973)
  7. "Bade bade shehron mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hain” (Dilwale Dulhaniya Le Jayenge- Shah Rukh Khan- 1995)
  8. Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai (Om Shanti Om- Shah Rukh Khan- 2007)
  9. "Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah” (Shahenshah- Amitabh Bachchan- 1988)
  10. Insan naam mein mazab dhoond leta hai (A Wednesday! Naseeruddin Shah- 2008)
  11. "I can talk English, I can walk English, I can run English... because English is a very phunny language” (Namak Halal- Amitabh Bachchan- 1982)
  12. “Ye Hath Humko De De Thakur” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
  13. “Naam Vijay Deenanath Chauhan, Baap Ka naam Deenanath Chauhan” (Agneepath- 1990)
  14. "Jinke ghar sheeshe ke hote hain, woh batti bujha ke kapde badalte hain” (Souten- Prem Chopra- 1983)
  15. "Pushpa, I hate tears... inhe ponch dalo” (Amar Prem- Rajesh Khanna- 1971)
  16. “Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain" (Baazigar- Shah Rukh Khan- 1993)
  17. “Ye dhai kilo ka hath jab kisi pe padta hai na, to aadmi uthta nahi uth jata hai” (Damini- Sunny Deol- 1993)
  18. “Marco, mein jeena chahti hoon” (Guide- Waheeda Rehman- 1965)
  19. “Ye police station hai tumhare baap ka ghar nahi” (Zanjeer- Amitabh Bachchan- 1973)
  20. Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare... Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai (Bobby- Rishi Kapoor- 1973)
  21. "Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata" (Deewar- Amitabh Bachchan- 1975)
  22. "Hum sab rangmanch ki kathputliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon se bandhi hui hai. Kab kaun uthega koi nahin bata sakta” (Anand- Rajesh Khanna- 1970)
  23. "Aapke paon dekhe, bahut haseen hai. Inhe zameen par mat utariyega, maile ho jayenge” (Pakeezah- Raj Kumar- 1972)
  24. “Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai” (Om Shanti Om- Shah Rukh Khan- 2007)
  25. “Bachcha kabil bano, kabil … kamyabi to sali jhak maar ke peeche bhagegi” (3 Idiots- Aamir Khan- 2009)
  26. "Mogambo khush hua" (Mr. India- Amrish Puri- 1987)
  27. "Chinoy Seth, chhuri bachchon ke khelne ki cheez nahin hoti, haath kat jaye toh khoon nikal aata hai" (Waqt- Raj Kumar- 1965)
  28. “Jo main bolta hu wo main karta hoon, jo mani nahi bolta wo main definitely karta hu” (Rowdy Rathore- Akshay Kumar- 2012)
  29. Kahin pe pahunchne ke liye kahin se njkalna bahut zaroori hota hai (Yeh Jawaani Hai Deewani- Ranbir Kapoor- 2013)
  30. "Phool toh murjha jaate hain, lekin kaante daman thham lete hain," (Mughal-e-Azam- Madhubala- 1960)
  31. “Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai” (Kaalia- Amitabh Bachchan- 1981)
  32. "Agar tere sar par bomb laga doon toh pehle kaun phatega, tu ya tera sar?" (Kaante- Sanjay Dutt- 2002)
  33. Taareekh pe taareekh milti rahi hai lekin insaaf nahin milta. Milte hai to sirf taareekh” (Damini- Sunny Deol- 1993)
  34. "Mere paas… mere paas maa hai” (Deewar- Shashi Kapoor- 1975)
  35. “Don ka intezaar toh baarah mulko ki Police kar rahi hai, magar Don ko pakadna mushkil hi nahin Namumkin hai” (Don- Amitabh Bachchan- 1978)
  36. "Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye…bus, train aur chhokri" (Ishq- Aamir Khan- 1997)
  37. "Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta" (Yeh Jawaani Hai Deewani- Ranbir Kapoor- 2013)
  38. "Mein pehle ek aurat hoon" (Mother India- Nargis- 1957)
  39. "Hum angrezon ke zamaane ke jailor hain” (Sholay- Asrani- 1975)
  40. “Saara sheher mujhe Loin ke naamse jaanta hai" (Kalicharan- Ajit- 1976)
  41. “Utar Ke Fek Do Ye Wardi Aur Pehen Lo Balwant Rai Ka Patta Apne Gale Me” (Ghayal- Sunny Deol- 1990)
  42. “Jao pehle uska sign ley kar aao jisne mere haatho mey ye likh diya” (Deewar- Amitabh Bachchan- 1979)
  43. “Najdiki fayda dekhne se pehle door ka nuksaan sochna chahiye” (Sarkar- Amitabh Bachchan- 2005)
  44. “Yahan se pachas pachas kos door gaon mein … jab bachcha raat ko rota hai, toh maa kehti hai bete soo ja … soo ja nahi toh Gabbar Singh aa jayega” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
  45. “Basanti! In Kutto ke samne mat nachna” (Sholay- Dharmendra- 1975)
  46. “Pehle apne game baaki logon se unchi karo, fir apni aawaz unchi karna” (Chak De! India- Shah Rukh Khan- 2007)
  47. “Ek baap agar apne bete ki zindagi ka pehla kadam uthane mein uski madad kar sakta hai … toh wahi beta apne baap ke aakhri kadam uthane mein usse sahara kyun nahi de sakta?” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
  48. “Pyar dosti hai … agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta … kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin … simple, pyar dosti hai” (Kuch Kuch Hota Hai- Shah Rukh Khan- 1998)
  49. “Tension lene ka nahin, sirf dene ka" (Munnabhai MBBS- Sanjay Dutt- 2003)
  50. "Gehne tudvao, gehne banvao, aur koriyaan khelo... so aaram se” (Sahib, Biwi aur Ghulam- Rehman- 1962)
  51. “Aap Purush hi nahi…maha purush hain, Maha Purush” (Andaz Apna Apna- Aamir Khan- 1994)
  52. “Duniya mein teen cheeze hoti to hai par dikhti nahi, Bhuto ka snasar, Sacha wala pyar aur bahattar Singh ki rafter” (Khiladi 786- Akshay Kumar- 2012)
  53. “Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai ... lekin kisi doosre ke nazar se dekho ... toh tumhare paas bahut kuch hai”(Kal Ho Na Ho- Shah Rukh Khan- 2003)
  54. “Har ishq ka ek waqt hota hai … woh hamara waqt nahi tha … par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi tha” (Jab Tak Hai Jaan- Shah Rukh Khan- 2012)
  55. "Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain, jis raakh se barood bane usey Vishwanath kehte hain” (Vishwanath- Shatrughan Sinha- 1978)
  56. “Dosti ki hai… nibhani toh padegi” (Maine Pyar Kiya- Salman Khan- 1989)
  57. “Mahulle ke laundon ka pyar ... aksar doctor aur engineer uthake le jaate hai” (Raanjhanaa- Mohammed Zeeshan Ayub)
  58. “Religion wala column jo hota hai…usmeinhum capital mein Indian likhte hai” (Baby- Akshay Kumar- 2015)
  59. “Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai” (Agneepath- Amitabh Bachchan- 1990)
  60. Yeh Musalman ka khoon yeh Hindu ka khoon … bata is mein Musalman ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata! (Krintiveer- Nana Patekar- 1994)
  61. “Chedi singh… hum tumme itne ched karenge ke confuse ho jaoge saans kaha se le aur paade kaha se” (Dabangg- Salman Khan- 2010)
  62. “Dil to har kisi ke paas hota hai, lekin sab, Dilwale nahin hote” (Dilwale- Shah Rukh Khan- 2015)
  63. "Dosti ka ek usool hai, madam: no sorry, no thank you” (Maine Pyaar Kiya- Salman Khan- 1989)
  64. “Babuji ne kaha gaon chhod do … sab ne kaha Paro ko chhod do … Paro ne kaha sharab chhod do” (Devdas- Shah Rukh Khan- 2002)
  65. "Uska to na bad luck hi kharab hai" (Rangeela- Aamir Khan- 1995)
  66. “Jinke ghar shishe ke ho, woh dusro pe patthar nahin pheka kar te” (Waqt- Raj Kumar- 1965)
  67. “Life mein sabse bada risk hota hai… koi risk na lena” (Barfi- Ranbir Kapoor- 2012)
  68. “Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj ek zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho” (Kal Ho Na Ho- Shah Rukh Khan- 2003)
  69. “Tum ho toh hum hai … hum hai toh sab kuch hai … varna kuch nahi, kuch bhi nahi” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
  70. “Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge” (Mughal-e-Azam- Prithviraj Kapoor- 1960)
  71. “Log apni zindagi banate hai … main apni jannat banata hoon” (Jannat 2- Emraan Hashmi- 2008)
  72. “Lagta Hai kachcha khiladi hai” (Andaz Apna Apna- Aamir Khan- 1994)
  73. “Aaj khush to bahut hoge tum” (Deewar- Amitabh Bachchan- 1975)
  74. Pyar, mohabbat, aashiqui sirf lafzon ke sivah aur kuch nahi ... par jab woh mili ... in lafzon ko mainne mil gaye (Aashiqui 2- Aditya Roy Kapoor- 2013)
  75. “Mooche ho to Nathulal jaise ho….warna na ho” (Sharaabi- Amitabh Bachchan- 1984)
  76. “Tum jis school mein padhte ho hum uske headmaster rah chuke hain” (Haath Ki Safai- Vinod Khanna- 1974)
  77. “Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai … har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti … par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte … phir mohabbat ka saath kyun chhodein” (Mohabbatien- Shah Rukh Khan- 2000)
  78. “Tum kabhi jeet nahin paye ... kyunki tum hamesha mujhe harane ki soochte the ... aur main kabhi hara nahin ... kyunki main hamesha jeetne ki soochta tha” (Race- Saif Ali Khan- 2008)
  79. “Ek ladki dekhi, one flash aur main aapna dil kho betha, aab to bas ek hi tamanna hai … rehna hai uske dil mein” (Rehnaa Hai Terre Dil Mein- Madhavan- 2001)
  80. “Police ne tumhe charon taraf se gher liya hain… apne aap ko kannon ke haawale kar do” (Don- Iftekar- 1978)
  81. “Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se… Banda darta hai to sirf parvardigaar se” (Tirangaa- Raj Kumar- 1993)
  82. Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mitta sakta hai … bas zaroorat hai kisi ke haath ki … joh kheench kar usse andheron mein se ujalon mein la sake (Ek Villain- Shraddha Kapoor- 2014)
  83. “Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai, kyun ki tum khush ho” (Chalte Chalte- Shah Rukh Khan- 2003)
  84. “Jab koi pyar mein hota hai … toh koi sahi galat nahin hota” (Jab We Met- Kareena Kapoor- 2007)
  85. “Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai” (Sholay- Hema Malini- 1975)
  86. “Jis mohabbat mein deewangi na ho … woh mohabbat hi nahi” (Ek Tha Tiger- Katrina Kaif- 2012)
  87. “Agar tum mujhe yun hi dekhti rahi … toh tumhe mujhse pyar ho jayega firse” (Hum Dil De Chuke Sanam- Salman Khan- 1999)
  88. “Pyar hi toh woh jaado hai … joh umar bhar jawan banaye rakhta hai” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
  89. “Drugs ka paisa khoon ki tarah hota hai…saare system mein daudta hai” (Dum Maaro Dum- Abhishek Bachchan- 2011)
  90. “Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai” (Jannat- Emraan Hashmi- 2008)
  91. “Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se … rok na sakenge ab yeh mohabbatein” (Mohabbatein- Shah Rukh Khan- 2000)
  92. “Mujhe yakeen hai ki main sirf is liye janma hoon … ki tumse pyar kar sakun … tum sirf is liye, ki ek din meri ban jao” (Dil Chata Hai- Aamir Khan- 2001)
  93. “Bhai yeh room toh ... shuru hote hi khatam ho gaya” (Munna Bhai MBBS- Arshad Warsi-2003)
  94. “Namaaz mein woh thi … par laga dua hamari manzoor ho gayi” (Raanjhanaa- Dhanush- 2013)
  95. "Main apni favourite hoon"... chulbuli delightful and full of life punjaban kudi" (Jab We Met- Kareena Kapoor- 2007)
  96. “Apni kamyabi ko itna chota mat samjho … sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh” (Aashiqui 2- Aditya Roy Kapoor- 2013)
  97. “Insaan apne liye gaye faislo se hi bada hota hai” (Ashutosh Rana- Awarapan- 2007)
  98. “Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi … bus beech ke kadam reh gaye hain” (Kal Ho Na Ho- Saif Ali Khan- 2003)
  99. “Bade se bada business … paise se nahi, ek bade idea se bada hota hai” (Badmaash Company- Shahid Kapoor- 2010)
  100. “Kahin na kahin, koi na koi mere liye banaya gaya hai … aur kabhi na kabhi main usse zaroor milongi” (Dil To Pagal Hai- Madhuri Dixit- 1997)

Let us know how you like this article. Like it and Rate it below.
19.07K 3
4
3.8 stars - by 4 user(s)

Related Articles

Krishnan Kumar popularly known as KK is a versatile playback signer in the Indian film industry. This article brings to life the best KK Bollywood songs.

While mainstream masala is popular in Hindi cinema, unconventional concepts have gradually gained prominence in recent years. Offbeat has become the new mantra in Bollywood.

Survival film is a genre that showcases herculean efforts associated with physical survival in extreme circumstances. This article presents a detailed perspective on the best Hollywood survival movies.